Showing posts with label Santa Banta SMS. Show all posts
Showing posts with label Santa Banta SMS. Show all posts

Friday, September 17, 2010

History da paper

Banta: Tera history da paper kive da hoya ?
Santa: 'bahut bura', saleyan ne mere janam to v phelan de question puch rakhe c.

Tuesday, August 31, 2010

Girlfriend Ko Msg

Santa: Kya main tere mobile se apni girlfriend ko msg kar sakta hoon?
Banta: Kyun apne mobile se kar. Santa: Nahi yaar hand writing pehchan legi na Badi"chalaak"hai.;->

Wednesday, August 18, 2010

Ladki Ka Naam Yaad Nai

Santa Sharab Pite-2 Rone Laga.
Banta: Kya Hua, Ro Kyu Rahe Ho??
Santa: Yar Jis Ladki Ko Bhulane Ke Liye Pee Raha Tha Uska Naam Yaad Nahi Aa Raha.:-P

Friday, August 13, 2010

Kutta to sher jaisa hai

Santa: Aapka kutta to sher jaisa dikhta hai, kya khilate ho ise?
Banta: Wo sher hi hai, saala PYAR-VYAR k chakkar mein pad kar kutte jaisa ho gya:-P

Saturday, August 7, 2010

Hawalat Ki Hindi

Banta: Jail ko hindi mein hawalat kyu kehte hai??

Santa: Kyunki jail mein khane ko sirf hawa aur laat hi milti hai.:-P:-D

Friday, August 6, 2010

Bakri Ne Anda Dita

Santa: Aaj sadi bakri ne anda ditta hai.
Banta: Bakri anda nahi dindi murgi anda dindi hai.
Santa: Sadi murgi da naam bakri hai...;-)

Sent Message Matlab

Santa: Yaar yeh SENT Message kya hota hai?
Banta: Bevkuff tu to bilkul Ghochu hai
SENT MESSAGE matlab
"Khushbu Wala Message.":-P:-D