Friday, August 13, 2010

Kutta to sher jaisa hai

Santa: Aapka kutta to sher jaisa dikhta hai, kya khilate ho ise?
Banta: Wo sher hi hai, saala PYAR-VYAR k chakkar mein pad kar kutte jaisa ho gya:-P