Showing posts with label Santa Banta SMS. Show all posts
Showing posts with label Santa Banta SMS. Show all posts

Friday, September 17, 2010

History da paper

Banta: Tera history da paper kive da hoya ?
Santa: 'bahut bura', saleyan ne mere janam to v phelan de question puch rakhe c.

Tuesday, August 31, 2010

Girlfriend Ko Msg

Santa: Kya main tere mobile se apni girlfriend ko msg kar sakta hoon?
Banta: Kyun apne mobile se kar. Santa: Nahi yaar hand writing pehchan legi na Badi"chalaak"hai.;->

Wednesday, August 18, 2010

Ladki Ka Naam Yaad Nai

Santa Sharab Pite-2 Rone Laga.
Banta: Kya Hua, Ro Kyu Rahe Ho??
Santa: Yar Jis Ladki Ko Bhulane Ke Liye Pee Raha Tha Uska Naam Yaad Nahi Aa Raha.:-P

Friday, August 13, 2010

Kutta to sher jaisa hai

Santa: Aapka kutta to sher jaisa dikhta hai, kya khilate ho ise?
Banta: Wo sher hi hai, saala PYAR-VYAR k chakkar mein pad kar kutte jaisa ho gya:-P

Saturday, August 7, 2010

Hawalat Ki Hindi

Banta: Jail ko hindi mein hawalat kyu kehte hai??

Santa: Kyunki jail mein khane ko sirf hawa aur laat hi milti hai.:-P:-D

Friday, August 6, 2010

Bakri Ne Anda Dita

Santa: Aaj sadi bakri ne anda ditta hai.
Banta: Bakri anda nahi dindi murgi anda dindi hai.
Santa: Sadi murgi da naam bakri hai...;-)

Sent Message Matlab

Santa: Yaar yeh SENT Message kya hota hai?
Banta: Bevkuff tu to bilkul Ghochu hai
SENT MESSAGE matlab
"Khushbu Wala Message.":-P:-D

Khane mein colgate

Santa khana bana raha tha aur pucha namak kaha hai??
Banta- Namak nahi hai..
Santa- To daal me kya dalu?
Banta- COLGATE dal de...Is toothpaste me Namak hai....

Thursday, August 5, 2010

Banta died

SANTA said something in ears of BANTA and BANTA died!!!


What did SANTA say?






DHISHKYOUN!!!:-P:-D

Saturday, July 31, 2010

Santa Banta Ki Pitayi

Santa aur banta Ki Khoob Pitayi Hui.
Pata hai kyu?

Dono birthday party me bina bulaye Khana khate Hue Kehne Lage...

"Hum to Ladke walo ki taraf se Hai!!!"

Wednesday, July 28, 2010

Santa Aur Nurse

Santa ki shaadi ek nurse se ho gayi.
Banta: Aur santa, kaisi nibh rahi hai?

Santa: Pooch mat yaar, jab tak sister na kaho, bolti hi nahi..:-(

Friday, July 23, 2010

Please Insert Disc

Santa: Kal Raat 3 Ghante English Picture Ki CD Dekhi,
Na Kuch Dikhaai Diya Na Awaaz Aayi
Banta: Movie Ka Naam Kya Tha?
Santa: "PLEASE INSERT THE DISC".:-P:-D

Thursday, July 22, 2010

Santa apne desh aaiya

Santa kafi arse baad apne desh aya te mitti chuk k boleya: apne desh di mitti di khushbu hun o nai rahi...

Banta: Santa G tussi mitti nai tatti chuk lai....:-P

Saturday, July 17, 2010

Detergent

SANTA: Yaar maine naye detergent se apni shirt dhoyi aur wo chhoti ho gayi
Ab kya karoon?
BANTA: Usi detergent se aik baar khud nahale..B-)

Tissue Paper

Shadi Me Santa Ne Plate Pe Tissue Paper Dekh Kar Socha Shayad Ye Bhi Khane Wali Cheez hai. Jaise Hi Woh Khane Laga Banta Zor Se
Bola- Na Khai Oye Fikka Hai....:-P:-)

Thursday, July 15, 2010

Gift 4 Santa GF

Santa: Yaar mainu apni girl friend nu gift dena hai, kya du?
Banta: Diamond da haar dede...
Santa: Na, koi asi cheez bata jo usne kabhi na li ho
Banta: Faansi de de...,:-P

Bukha Nhi Mar Raha

Santa ko Boss ne job se nikal dia to wo roz Boss Ke ghar ke samne TATTI kar ke ata.

Banta- Ye kya harkat hai

Santa-: Boss ko batana chahta hu ki bhukha nhi mar raha hu..

Monday, July 12, 2010

Kab Paida Hua

Santa: Tu kis din paida hua?
Banta: Itwar ko
Santa: Chal jhute, us din to chhuti hoti hai..!! :-P

Saturday, July 10, 2010

BMW

Santa: Mujhe shadi mein BMW mili hai.

Banta: Par tumhare pass to koi car nahi hai.

Santa: abye ghadhe,

BMW ka matlab

"Bahut Motti Wife"

Gao Ki Patni

Santa-Sir aap apni patni ko party me kyun nhi le kar jate?


Boss-Bcoz vo gao ki hai..


Santa- Oh sorry,sir mujhe laga ke vo sirf aapki hai..