Wednesday, December 28, 2011

Ghar Mein Jhagda

Wife to Husband: Wo samne wale ghar me miya biwi ka bahut bada jhagada horaha hai !! Plz aap ek baar jake dekhiye na .

Husband: Pagli ek baar hi gaya tha waha aur ye usi ka natija hai ....