Monday, December 19, 2011

Ehsaan Karna

Wo Bathroom main baitha, kisi Se EK Lota pani bhi Naa Maang Saka..
.
.
.
.
.
Kyon ke usne khud hee kaha tha ke,

"Mujh per 1 Ehsaan karna, Ke Mujh per koi Ehsaan Na karna".. ....