Sunday, August 1, 2010

Hassi Barbaad Na Karo

Guzri hue zindagi ko kabhi yaad na karo.
Taqdir me jo likha hai uski fariyad na karo.
Jo hoga wo hokar rahega kal ki fikar me apni aaj ki hansi barbaad na karo.