Saturday, July 17, 2010

Student Aim

Teacher- Tum bade hokar kya kroge
Student- Shadi
Teacher- Nhi, mera matlab hai kya banoge?
Student- Dulha..
Teacher- Oho,i mean bade hoker kya hasil karoge?
Student- Dulhan!
Teacher- Oho matlab bade ho kar mummy papa ke liye kya kroge?
Student- Bahu launga.
Teacher- Stupid tumhare papa tumse kya chahte hai?
Student- Pota!
Teacher- Hee bhagwan, tumhari zindagi ka kya maksad hai?
Student- hum do hamare do...:-P