Sari umr hum mar-mar ke ji liye.
Ek glass ab hume
pine-do,pine-do.'
Give me sum White Wine
Give me sum Red,
Give me another Peg,
I wanna drink it 1ce again
Kandho ko Kitabo ke Bojh ne jukaya.
Daru pina to khud Dosto ne sikhaya.
99% marks laoge to Whisky,
Varna Desi.
Pi-Pi kar pada hateli par Whisky, Rum, Vodka ka pyaala,
Cocktail-Mocktail ne pura Bachpan jala dala.
Bachpan to gaya,
Ab daru bhi gayi.
Ek pal to ab hume
pine-do,pine-do..