Showing posts with label Hindi Shayari SMS. Show all posts
Showing posts with label Hindi Shayari SMS. Show all posts

Tuesday, July 10, 2012

Shayad Hi Mujh Se Mohabbat Kare

Ab To Shayad Hi Mujh Se Mohabbat Kare Koi....!
.
.
.
.
.
.
.
.
Meri Aankhon Mein "TUM" Saaf
Nazar Aatay Ho...! 

Mohabbat Ka Aalam

Kuch leheron sa hai meri mohabbat ka aalam,
kab thehri kab toofani pehchaan liya karo..
Hai sukoon aur dard dono hi bepanah,
mere lafzon se mera haal-e-dil jaan liya karo..

Sunday, May 27, 2012

Na Karoon Yaad Tumhain To

Na Karoon Yaad Tumhain To
Neend nahi aati..

""D0ST""

Samjh Nahi Aati, Raat Neend K Liye
Hai Ya Teri Yaad K Liye... 

Friday, March 30, 2012

Dil Se Nikli Dua Hai Hamari

Dil se nikli dua hai hamari..!
Mile zindagi mein aapko khusia sari..!!
Khud kabhi gum na mile aapko..!!!
Chahe to ek khusi kam karde hamari.!!!!

Tuesday, December 13, 2011

Ae Khuda

Apnay Muqaddar ka to mil he jayega "Ae Khuda"...
Wo Cheez Ada kar jo Kismat me na ho...

Tuesday, July 19, 2011

Khushk patto ki tarah

Khushk patto ki tarah bikhre hum gali- gali me,
hawaa se dillagi ka kuch to anzaam hona tha..... :)

Kya Gin ke Naam loon USKA

Sar Jhukane se Namazein ada nhi hote...
Dil Jhukana Parta hai Ibadat ke liye

Ghalib ne es liye Toor di Tasbi
Kya Gin ke Naam loon USKA jo Be-Hisab deta hai...:)